Thursday 1 December 2011

Manzile


Zindagi ban gayi hai ek saaza

Manzile kaha hai jane kya pata
Dunda par na mile uske nisha
Manzil ke khwaboen main hai ab apna jahan
Kab milegi manzil woh mera sapna
Ek bada ghar aur do do gadiya ho
Ek france, ek London, ek paris main ho
Aur paiso ki kaami kabhi na mehsus ho
Zindagi ko jeene main aaye maza
Khareedne se pehle kabhi na sochna padhe
Hum toh bas apne hee man ki kare
Life main kabhi na dukh dard ho
Maza hi maza loote raho
Khushiyon ka kabhi bhi na the end ho
Rahon ke katoon pe ab bulldozer chale
Aur raaste main kabhi rukaawat na ho
Masti ke inn rango main hum kho jaye
Zindagi jeene ka ek andaaz ho
Par pata nahi kyun lage hai mujhe aisa
Manzil pana nahi hai itna aasan
Karna hoga mushkilo ka saamna
Par hai yakeen ki mil jayegi manzile
Kadmo main hoga apna yeh saala jahan
Aur chamkenge is duniya main taaron ki tarah.
                            
                             

No comments:

Post a Comment